La laa la la la la
La la la la la la la
La laa la la la la
La la la la la la la
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyaar zindagi mein
Khush naseeb hai wo
Jin ko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Zulfon ke narm andhere hain
Jismon ke garm ujaale hain
Zulfon ke narm andhere hain
Jismon ke garm ujaale hain
Jeete ji hamko pyaar mila
Ham donon qismat wale hain
Ham donon, qismat wale hain
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Chahe chandi chaman mein barasti rahe
Khilta nahi phool bahaar bina
Chahe chandi chaman mein barasti rahe
Khilta nahi phool bahaar bina
Hai sab ke bina jeena mumkin
Na mumkin jeena pyaar bina
Na mumkin, jeena pyaar bina
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Khush naseeb hai wo
Jin ko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein