menu-iconlogo
logo

Jadu Hai Tera Hi Jadu

logo
Letras
jaadu hai tera hi jaadu

jo mere dil pe chhane laga

jaadu hai tera hi jaadu

jo mere dil pe chhane laga

deewaane mere

yeh toh bata

kya kiya tune

mitha sa dard

hone laga

yeh kya huwa

pehle na aisa hota tha

main hoon kahan

main janu na

yeh kya huwa

pehle na aisa hota tha

main hoon kahan

main janu na

koi mujhe

itana bata de

ghar ka mere

mujhko pata de

jaadu hai tera hi jaadu

jo mere dil pe chhane laga

deewaane mere

yeh toh bata

kya kiya tune

mitha sa dard

hone laga

yeh kya huwa

pehle na aisa hota tha

main hoon kahan

main janu na

yeh kya huwa

pehle na aisa hota tha

main hoon kahan

main janu na

koi mujhe

itana bata de

ghar ka mere

mujhko pata de

maine toh

yeh jana na

hota hai

kya intzar

mera dil

kyun mane na

mujhko toh

ho gaya hai pyar

main chain se

pehle raton ko

soti thi

tune meri

nindein luti

main chain se

pehle raton ko

soti thi

tune meri

nindein luti

yeh rog kya

tune lagaya

deewana pan

kaisa jagaya

jaadu hai tera hi jaadu

jo mere dil pe

chhane laga

o jana meri

yeh toh bata

kya kiya tune

mitha sa dard

hone laga

yeh kya huwa

pehle na

aisa hota tha

main hoon kahan

main jaanu na

yeh kya huwa

pehle na

aisa hota tha

main hoon kahan

main janu na

koi mujhe

itana bata de

ghar ka mere

mujhko pata de

janeman o janeja

kya hai irada bata

chhune de in honton ko

honton se mere jara

kya khoob hai

main bhi kaisa

deewana tha

kyun ishq se

anjana tha

kya khoob hai

main bhi kaisa

deewaana tha

kyun ishq se anjaana tha

paagal mujhe

tune banaaya

chaahat hai kya

mujhko bataaya

jaadu hai tera

hi jaadu

jo mere dil pe

chhane laga

jaadu hai tera

hi jaadu

jo mere dil pe

chhane laga

deewaane mere

yeh toh bata

kya kiya tune

mitha sa dard

hone laga

yeh kya huwa

pehle na aisa

hota tha

main hoon kahaan

main jaanu na

yeh kya huwa

pehle na aisa

hota tha

main hoon kahaan

main jaanu na

koi mujhe

itana bata de

ghar ka mere

mujhko pata de