Mujhe peene kaa shauk nahee...
Peeta hoon gham bhulane ko..
Mujhe peene kaa shauk nahee..
Peeta hoon gham bhulane ko..
Teree yade mitane ko
Teree yade, mitane ko
Peeta hoon gham bhulane ko..
Mujhe peene kaa shauk nahee...
Peeti hoon gham bhulane ko..
Teree yade mitane ko
Teree yade mitane ko
Peeti hoon gham bhulane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee..
Peeta hoon gham bhulane ko
Laakhon mai hazaron mein..
Ek tu na.. nazar aayee..
Laakhon mai hazaron mein..
Ek tu na nazar aayee
Teraa koyee, khat aaya aa
Naa koyee khabar aayee
Kya tune.. bhula dala aa
Kya tune bhula dala...
Apne iss deewane ko..
Mujhe peene kaa shauk nahee..
Peeti hoon gham bhulane ko..
Khoyee woh kitabe dil,
jis dil kaa hai yeh, kissa
Khoyee woh kitabe dil
jis dil kaa hai yeh, kissa
Ek hissa hai pas mere...
tere pas hai ek hissa
Mai pura karu kaise..
iss dil key fasane ko..
Mujhe peene kaa shauk nahee..
Peeta hoon gham bhulane ko
Mil jate agar abb ham..
Aag lag jatee panee mein..
Mil jate agar abb ham..
Aag lag jatee panee mein
Bachpan see wahee dosti
ho jatee javanee mein
Chahat mein badal dete
Chahat mein badal dete
Ham iss dostaane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee
Peeti hoon gham bhulane ko
Mujhe peene kaa shauk nahee
Peeta hoon gham bhulane ko.