Tumse milkar na jaane kyon
Tumse milkar na jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Aaj ka apna pyaar nahin hai
Aaj ka apna pyaar nahin hai
Janmon ka yeh naata hai
Yeh naata hai
Tumse milkar na jaane kyon
Tumse milkar na jaane kyon
O pyaar ki kaatil pyaar ki dushman
Lakh bani ye duniya deewani
O hum ne wafa ki raah na chhodi
Hum ne to apani haar na maani
Uss mod se bhi hum guzre hain
Jis mod pe sab lut jata hai
Lut jaata hai
Tumse milkar na jaane kyon
Tumse milkar na jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Tumse milkar na jaane kyon
Tumse milkar na jaane kyon
Ek tere bina iss duniya ki
Har cheez adhuri lagati hai
Tum pas ho kitne pas magar
Nazdiki bhi duri lagti hai
Pyaar jinhe ho jaaye unhe
Kuchh aur nazar kab aata hai
Kab aata hai
Tumse milkar na jaane kyon
Tumse milkar na jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Mar ke bhi kabhi jo khatm na ho
Yeh pyaar ka woh afsana hai
Tum bhi to humaare saath chalo
To humko wahan tak jaana hai
Woh jhoom ke apni dharti se
Aakash jahan mil jaata hai
Mil jaata hai
Tumse milkar naa jaane kyon
Tumse milkar naa jaane kyon
Aur bhi kuchh yaad aata hai
Yaad aata hai
Tumse milkar
Na jaane kyon
Tumse milkar
Na jaane kyon