menu-iconlogo
logo

Kuch Kuch Hotahai

logo
Letras
kuch kuch hotahai

Shahrukh Khan

Aa aa aa aa...

Oo..oo..oo..oo..

Music

Cwo

Tum paas aaye

yun muskuraye

Tum paas aaye,yun muskuraye,

Tumne na jaane kya,sapne dikhaye

Tum paas aaye,yun muskuraye,

Tumne na jaane kya,sapne dikhaye

Ab to mera dil jaage na sota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Cwe

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya,sapne dikhaye

Ab to mera dil jaage na sota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Instrument

Na jaane kaisa ehsaas hai

Bujhti nahin hai kya pyaas hai

Kya nasha is pyaar ka

Mujh pe sanam

chhane laga

Koi na jaane kyon chain khota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Music

heee.....

hmmm.....

aa aa aa....

aa aa aa...

Kya rang laayi meri dua

Yeh ishq jaane kaise hua

Bechainiyon mein chain

Na jaane kyon aane laga

Tanhayi mein dil,yaadein sanjota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya,sapne dikhaye

Tum paas aaye yun muskuraye

Tumne na jaane kya,sapne dikhaye

Ab to mera dil jaage na sota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Kya karun haaye kuch kuch hota hai

Terima Kasih