Main shaayar to nahieeeeee
Main shaayar to nahieeeeee
Magarrrrr aye haseeeeeen
Jab se dekha,
Maine tujhko, mujhko
Shaayari ee eeee aa gayi
Main shaayar to nahieeeeee
Magarrrrr aye haseeeeeen
Jab se dekha,
Maine tujhko, mujhko
Shaayari ee eeee aa gayi
Main aashiq to nahieeeeeee
Magarrrr aye haseeeeeen
Jab se dekha,
Maine tujhko, mujhko
Aashiqui ee eee aaaaa gayeeeee
Main shaayar to naheeeeeee
Pyaar ka naam maine, suna tha magar
Pyaar kya hai,
Yeh mujhko nahin thi khabar
Pyaar ka naam maine suna tha magar
Pyaar kya hai,
Yeh mujhko nahin thi khabar
Main to uljha raha uljhanon ki tarha
Doston mein raha dushmanon ki tarha
Main dushman to nahin
Main dushman to nahin
Magar ae haseen
Jab se dekha,
Maine tujhko, mujhko
Dosti ee eee aa gayi
Main shaayar to nahin
Sochta hoon agar main dua maangta
Haath apne, uthaakar main kya maangta
Sochta hoon agar main dua maangta
Haath apne uthaakar main kya maangta
Jab se tujhse mohabbat main karne laga
Tab se jaise ibaadat main karne laga
Main kaafir to nahin
Main kaafir to nahin
Magarrrr aye haseen
Jab se dekha,
Maine tujhko mujhko bandageeee aa gayi
Main shaayar to nahin
Magarrr ae haseen
Jab se dekha maine tujhko mujhko
Shaayari aa gayi
Main shaayar to nahin