menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Tu Badhta Chal - Veerangana(Allen Institute)

Shankar Mahadevan/Aarav Mishrahuatong
AaravMishra_star612huatong
Letras
Grabaciones
Allen - Tu Badhta Chal by Shankar Mahadevan

Unchi hai deeware lambi hai dagar

Na hai hum raahi na hai hum safar

Unchi hai deeware lambi hai dagar

Na hai hum raahi na hai hum safar

Hoslo ke dam par, zindagi ki raaho mein

Tu badhta chal, tu badhata chal

Tu badhta chal, tu badhata chal

Tera tu hi hai sartaaj

Meri gal sun bande yaar

Waqt na tera hai mohtaaj

Meri gal sun bande yaar

Kaale nakaab mein hai mushkile yeh jitni bhi

Aaina junoon ka inko dikhana hai

Kaalik bichi hai jo manzilon ki raaho mein

Kadamo se apne ab inko mitana hai

Pinjare ko toda kar, pankh kholkar bhar le ek udaan

Jinda umedon ka lekar faisla

Tu badhta chal, tu badhata chal

Tu badhta chal, tu badhata chal

Koshishon mein khwahishon ka aisa rang tu ghol de

Jiske rang mein rang jaaye ye duniya

Karke buland in hoslon ko haasil kar apna maka

Teri jeet ke aage jhuk jaaye duniya

Rukna nahi hai ab tujhko, haasil hoga woh sab tujhko

Pathrili raahon mein vishwas ke sahare

Tu badhta chal, tu badhata chal

Tu badhta chal, tu badhata chal

Please record this song for those who are in Allen

Más De Shankar Mahadevan/Aarav Mishra

Ver todologo

Te Podría Gustar