Kyon aage pichhe dolate ho,
Bhanwaro kee tarah
Kyon dekhte ho mujhko yu
Besabaro ki tarah
Kyon aage pichhe dolate ho,
Bhanwaro kee tarah
Kyon dekhte ho mujhko yu
Besabaro ki tarah
Kya mere dewaane ho,
Nahi, nahi
Kya koyee parwane ho
Nahi, nahi
Kya mere dewaane ho,
Kya koyi parwane ho
Kam kya hai mujhse itna keh do ji jara
(bol de pyar hai, khamosh kyon hai khada
Ham agar hote toh bol diya hota)
Kyon aage pichhe dolate ho,
Bhanwaro kee tarah
Kyon dekhte ho mujhko yu
Besabaro ki tarah
Hatho me kyon hai
Yeh sone kaa kangana
Tumko pehnake le jaunga angana
Sajani banaoge,
Ha jee, ha jee ha
Jaan bhi lutaoge,
Arey ha jee, ha jee ha
Sajani banaoge, jaan bhi lutaoge
Aaj ham kahte hai tumse pyar ho gaya
(hath yeh thamkar kaha pe tu hai chala
Apna bhee shukriya kar diya hota)
Ham aage pichhe dolate hai
Bhanwaro ki tarah
Ham dekhte hai tumko yu
Besabaro ki tarah
Kya mere dewaane ho,
Ha jee, ha jee ha
Kya koyee parwane ho,
Arey ha jee, ha jee, ha jee ha
Kya mere dewaane ho,
Kya koyee parwane ho
Aaj ham kahte hai, tumse pyar ho gaya