zinda
hain toh
pyala poora bhar le
kancha phoote
choora kaanch kar le
zindagi ka ye ghada le
ek saans mein chadha le
hichkiyon mein kya hai marna
poora mar leee
koyla kala hai
chattanon ne pala hai
andar kala baahar kala
par sachcha hai sala
koyla kala hai
chattanon ne pala hai
andar kala baahar kala
par sachcha hai sala
zinda
hain toh
pyala poora bhar le
kancha phoote
choora kaanch kar le
kancha phoote
choora kaanch kar le
uljhe kyun pairon mein
ye khwaab
kadmon se resham kheench de
peeche kuchh na aage ka hisaab
iss pal ki kyaari seench de
aag zubaan pe rakh de
phir chot ke honth bhigayenge
ghaav gungunayenge
tere dard geet bann jaayengee
zinda
hain toh
pyala poora bhar le
kancha phoote
choora kaanch kar le
zindagi ka ye ghada le
ek saans mein chadha le
hichkiyon mein kya hai marna
poora mar leee
koyla kala hai
chattanon ne pala hai
andar kala baahar kala
par sachcha hai sala
koyla kala hai
chattanon ne pala hai
andar kala baahar kala
par sachcha hai sala
koyla kala hai
chattanon ne pala hai
andar kala baahar kala
par sachcha hai sala
koyla kala hai
chattanon ne pala hai
andar kala baahar kala
par sachcha hai sala
zindaa