Tere haathon kee laqiron mein tha mera hee naam
Judi thi tujhse hee meri subah-o-shaam
Tere qadamon mein, haan , tere qadamon mein
Tere qadamon mein rakhaa tha dil ye mera
Kya khataa thi meri? tune dee kyun sazaa?
Bewajah, bewajah, bewajah, bewajah
Bewajah, bewajah, bewajah, bewajah
Too bataa de muje, mera kya tha gunaah?
Too bataa de muje, mera kya tha gunaah?
Dard tumne kyun mujko itana diya?
Main nahin bewafa, bewafa, bewafa
Main nahin bewafa, bewafa, bewafa
وسته وای وای، وسته وای وای، وسته وای وای، وای وای، وای وای
وسته وای وای، وسته وای وای، وسته وای وای
Umr katati rahee, zakhm siti rahee
Main to ghut-ghut ke bin tere jiti rahee
Ungliyaan taareephen gin-gin chalaati rahee
Shaamein meri to thanha see katati rahee
Main kya thi khataa? kya khataa? kya khataa?
Main nahin bewafa, bewafa, bewafa
وسته وای وای، وسته وای وای، وسته وای وای، وای وای، وای وای
وسته وای وای، وسته وای وای، وسته وای وای
Ye deevaaron ke jaale hain shahid yahaan
Ek arsa hua tumse hoke juda
Tha jamaane ka dar to bataate hamein
Leke jaathe tumhein ek aisee jagah
Jahaan karthaa naa koyi hamko juda
Jahaan karthaa naa koyi hamko juda
Teri khaamoshee ne aise toda muje
Kya thi aisee vajah? aise chhoda muje
Haan , too hai bewafa, bewafa, bewafa
Too hai bewafa, bewafa, bewafa