Song : Yamla Pagla Deewana
Music : RDB & Pyarelal
lyrics : Anand Bakshi & RDB
Singers : Sonu Nigam & Nindy Kaur
Main jatt yamla pagla deewana😍
Main jatt yamla pagla deewana😍
Ho rabba itni si baat na jaana
K k k o mainu pyaar kardi hai
Saade utte woh marrdi hai
K o mainu pyaar kardi hai
Saade utte woh marrdi hai
Main jatt yamla pagla deewana
Ho rabba itni si baat na jaana
K k k o mainu pyaar kardi hai
Saade utte woh marrdi hai
K o mainu pyaar kardi hai, hai hai hai
Saade utte woh marrdi hai
uss ne toh kaha har baat ko ishaare mein
Diya bhi jala ke rakkha raaton
ko chaubaare mein
uss ne toh kaha har baat ko ishaare mein
Diya bhi jala ke rakkha raaton
ko chaubaare mein
Reshmi dupatta phenka
peeng ke hulaare mein
Mele mein akele phiri baazaar saare mein
Kaun sa banaya na
bahaana, bahaana, bahaana
Main jatt yamla pagla deewana
Ho rabba itni si baat na jaana
K k k o mainu pyaar kardi hai
Saade utte woh marrdi hai
K o mainu pyaar kardi hai, hai hai hai
Aisa nahi hota toh woh aise, sharmati na
Mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati na
Aisa nahi hota toh woh aise, sharmati na
Mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati na
Zulfon ke ghonght mein mukhda chupati na
Chhoti si umr mein woh jaan ko lagati na
Prem da rog puraana, puraana, puraana
Main jatt yamla pagla deewana
Ho rabba itni si baat na jaana
K k k o mainu pyaar kardi hai
Saade utte woh marrdi hai
K o mainu pyaar kardi hai, hai hai hai