ari rail laal rail se hai mazboot
Hari rail laal rail se aa rubdoot
Hari rail laal rail se hai mazboot
Hari rail laal rail se aa rubdoot
Kis cartoon ne mujhe jagaya
Kis joker ka waqt hai aaya
Sasur mera yamdoot
Naam mera rubdoot
Lakeeron se bane faqeero! kiya paat agar lakeeron ko
Ragarr ke rakh doonga main tum chalti phirti tasveeron ko
Ya dream hai ya sapna
Chamatkaar ya chakma
Main aankhain badal ke aaon
Ya pehen ke aaon chashma
Arre yeh to mera super hero
Sab se tagra, sab se dhaansu
Khushi ke maare rona hai mujhe
Kahan hain mere khushi ke aansu
kirtan karne lagi pasliyaan
Dekh ke apna super star
Battees daant lage naachne
Hone lag gaya chaand naya
Mera hero aagay, mujh ko milne aagay
Mere dil pe cha gaya, woh woh woh woh
Parda phaar ke aaya hai
Tv torr ke nikla hai
Ya kisi coster se chori chori phisla hai
Jese marzi aaya hai
Aagaya bas aagaya
Mere dil pe chaa gaya woh woh woh woh
Yeh nazar battu hai bollywood mein lattu
Japta hai mera naam, lagta hai ban gaya ji mera kaam
Tum mere sacche sacche fan ho rubdoot
Is baat ka tumhare paas kya hai saboot?
Hmmm? saboot?
Saboot hi saboot hai, kya bataeyn jee hum
Bataeyn door se hi tumko dil de chuke sanam, sanam
Jab kya romance ya villon se haatha paai, hatha paai
Sab se zyada seetiyaan maine bajaai,bajaai
Har saal maine tera birthday manaaya
Har film ke hit hote hi yeh geet gaaya
Mera hero chaa gaya, sab ke dil pe chaa gaya
Mera hero aagaya, woh woh woh woh
chain khuli ke main, tum ho mere super fan
Super fan ka mila award
O my god, o my god
thoda aur lagalu makkhan
Phir kholunga dil ka dhakkan
Meri choro, ab tum bollywood ki koi baat sunao
Acche actor lagte ho, kuch acting wacting kar ke dikhao
Ayyy pehle yeh batao, tumhare naam mein kitne k hain
Kkkkiran... hmmm?
Maine kaha jee suniye
Zara autograph to dijiye... isssh
Yaar tum to bollywood ke bhi baap ho
Jitne marzi chaho utne autograph lo
Autograph le jaeyga yeh phopat
Saare ka saara plan hojaey ga chopat
Autograph to chaahe le lo aik hazaar
Gar main bhi kuch maangun to kya de pao ge yaar?
gar main bhi kuch mangu toh kya de pao ge yaar
paan maango, paan haazir
Toonpur mein jitna bhi hai
Woh saara saman haazir
Mangta hoon aik choti si cheez
Toon astra de do na please
Toon astra...
Maang rahe ho toon-astar
Hil gaya hai tumhare dimaagh ka pilastar
Toon astra
Arre choro yeh notanki
Baat karo koi dhang ki
Toon-astar pakrao
Best friend ban jao
Best friend ka offer de kar tumne badhaya mera maan
Tumhari is offer ke ooper sau sau toon-astar qurban