Khoon mein angaar le chala
Aandhiyon ko cheerta hua
Maut ko bhi dega yeh hara
Aaj na maane haar
Sooraj lahoo mein chhode angaare
Iski tapish se jukenge saare
Zameen pe aake denge salaami chaand-sitare, ho
Vande Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram
Dharti hai yeh jaanbaazon ki
Mashaal phoonke ambaron ke taare
Katra-katra beh jaave, aan-baan jab lalkaare
Jigra itna parbat kya, aaj cheer denge Jal ke yeh dhaare
Sujlaam suphalaam
Malayaja sheetalaam
Sasya-shyaamalam Mataram
Vande...
Sujlaam suphalaam
Malayaja sheetalaam
Sasya-shyaamalam Mataram
Vande...
Vande...
Vande...
Vande...
Vande...
Vande...
Sooraj lahoo mein chhode angaare
Iski tapish se jukenge saare
Zameen pe aake denge salaami chaand-sitare, ho
Khoon mein angaar le chala
Aandhiyon ko cheerta hua
Jeet ki zidd ye chala
Mera junoon na maange haar