Jismo ka hai yeh jalwa
Kismo ka hai yeh jalwa
Shohrat bhi de yeh jalwa
Maksad bhi de yeh jalwa
Dilkash lage yeh jalwa
Mehkash lage yeh jalwa
Nasha hi nasha yeh jalwa
Ho maza hi mazaaaaa…
Nasha hi nasha
Aag si ravaniyan
Leti hai angdaiyaan,
Yeh jala de dilo mein chingariyaan,
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Hai ada ka nazarana,
Har zubaan ka afsaana,
Har kisi pe cha jaana,
Haan yeh jalwa, haan yeh jalwa,
Kar de sabko mastana,
Haan zamana deewana,
Din mein tare dikhlana,
Haan yeh jalwa, haan yeh jalwa,
Aag si ravaniyan…
Leti hai angdaiyaan…
Yeh jala de dilo mein chingariyaan,
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Isne sabko bharmaya,
Hai ajab iski maaya,
Koi bhi bach naa paaya,
Haan yeh jalwa, haan yeh jalwa,
Aasmaan bhi dikhlaya,
Zameen pe bhi le aaya,
Kya na isne karwaya,
Haan yeh jalwa haan yeh jalwa,
Aag si ravaniyan...
Leti hai angdaiyaan…
Yeh jala de dilo mein chingariyaan
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa..
Yeh jalwa yeh jalwa
Fashion ka hai yeh jalwa…