menu-iconlogo
logo

Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti

logo
Letras
Agar teri jalwa

Numai na hoti

Agar teri jalwa

Numai na hoti

Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Agar teri jalwa

Numai na hoti

Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Agar aankh tumse Milayi na hoti

Meri jindagi muskurayi na hoti

Agar aankh tumse Milayi na hoti

Meri jindagi muskurayi na hoti

Baharo ka mausam na hota suhana

Baharo ka mausam na hota suhana

Tere dam kadam se hua aashikana

Tere dam kadam se hua aashikana

Najaro me ye dil rubai na hoti

Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Agar aankh tumse milayi na hoti

Meri jindagi muskurayi na hoti

Tere pyar ne mujh par ahsaan kiya hai

Tere pyar ne mujh par ahsaan kiya hai

Mere dil liya hai mujhe dil diya hai

Mere dil liya hai mujhe dil diya hai

Agar tune ulfat nibhayi na hoti

Meri jindagi muskurayi na hoti

Agar teri jalwa numai na hoti

Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Beautiful Song of Rafi Saheb

Agar noor tera na aata jahan me

Agar noor tera na aata jahan me

To rakha hi kaya tha jami aasma me

To rakha hi kaya tha jami aasma me

Ke malik ne dunia banayi na hoti

Khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Agar aankh tumse milayi na hoti

Meri jindagi muskurayi na hoti

Agar teri jalwa numai na hoti

Khuda ki kasam ye khudayi na hoti.