Meri kismat mein tu nahi shayad
Kyon tera intezar karta hoon
Main tujhe kal bhi pyaar karta tha
Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon
Meri kismat mein tu nahi shayad Hoooooo
Kyon tera intzar karta hoon Aaaaaa
Main tujhe kal bhi pyaar karta tha Hooo
Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon Hooo
Aaaa aaaa aaaa
Aaj samjhi hoon pyaar ko shayad
Aaj main tujhko pyaar karti hoon
Kal mera intezar tha tujhko
Aaj main intezar karti hoon
Meri kismat mein tu nahi shayad
Aaaaa aaaaaaa aaa
Hoooo oooo oooo
Sochta hoon ke meri aankhon ne
Kyon sajaaye the pyaar ke sapne
Sochta hoon ke meri aankhon ne
Kyon sajaaye the pyaar ke sapne
Tujhse maangi thi ek khushi maine
Tune gham bhi nahin diye apne
Tune gham bhi nahin diye apne
Zindagi bojh ban gayi ab to
Ab to jeeta hoon aur na marta hoon
Main tujhe kal bhi pyaar karta tha
Main tujhe ab bhi pyaar karta hoon
Meri kismat mein tu nahi shayad
Aaaaaaaa... aaaa... aaa... aaa
Hooo oooooooo
Aaa aaa aaaa aaaaa
Aaaaaa aaa aa aaa
Aaaaaaaa aaaaaa
Hooo ooo oo
Hooo ooo oo
Ab na tootein yeh pyaar ke rishte
Ab na tootein yeh pyaar ke rishte
Ab ye rishte sambhaalne honge
Meri raahon se tujhko kal ki tarah
Dukh ke kaante nikaalne honge
Dukh ke kaante nikaalne honge
Mil na jaayein khushi ke raste mein
Gham ki parchhaiyon se darti hoon
Kal mera intezar tha tujhko
Aaj main intezar karti hoon
Aaj samjhi hoon pyaar ko shayad
Aaa aaaa aaaaa aaa aaaaaa
Aaa aaaa aaaaa aaa aaaaaa
Aaaaaaa aaaaa aaa aaaaa
Aaaaaaa aaaaa aaa aaa
Hoo oooo ooooo
Dil nahin ikhtiyaar mein mere
Jaan jayegi pyaar mein tere
Tujhse milne ki aas hai aaja
Meri duniya udaas hai aaja
Meri duniya udaas hai aaja
Pyaar shayad isi ko kehte hain
Har ghadi bekarar rehta hoon
Raat din teri yaad aati hai
Raat din intezar karti hoon
Meri kismat mein tu nahi shayad
Kyon tera intezar karta hoon
Main tujhe kal bhi pyaar karti thi
Main tujhe ab bhi pyar karta hoon
Main tujhe pyaar pyaar karti hoon
Main tujhe pyaar pyaar karta hoon
Main tujhe pyaar pyaar karti hoon
Main tujhe pyaar pyaar karta hoon
Main tujhe pyaar pyaar karti hoon
Main tujhe pyaar pyaar karta hoon