Bhakti Dena Shakti Dena
Agyanta se hame taar dena
Bhakti Dena Shakti Dena
Agyanta se hame taar dena
Dhin tananana dhum tananana dhin tananana dhum tananana
Saubhag ne samjhi muniyon ne mani
Aagam ki bhasa anubhav ki vani
Saubhag ne samjhi muniyon ne mani
Aagam ki bhasa anubhav ki vani
Ham the to samjhe ham bhi to jane
Satsang ka hamko adikar dena
Bhakti Dena Shakti Dena
Agyanta se hame taar dena
Agyanta se hame taar dena
Mann se hamare mita de andhera
Hamko ujale ka anubhav dena
Mann se hamare mita de andhera
Hamko ujale ka anubhav dena
Ham hain akele ham hain adhure
Teri sharan ham hame bhakti dena
Bhakti Dena Shakti Dena
Agyanta se hame taar dena
Bhakti Dena Shakti Dena
Agyanta se hame taar dena
Agyanta se hame taar dena
Agyanta se hame taar dena
Aaaaaaaaaaaaaaaaaaa Aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa