Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har gham se
Begaana hota hai
Pyar diwana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har gham se
Begaana hota hai
(chorus)
Shama kahe parwaane se
Pare chala jaaaa
Meri tarah jal jayega
Yahan nahi aaa
Shamaa kahe parwaane se
Pare chala jaaaa
Meri tarah jal jayega
Yahan nahi aaaa
Wo nahi sunta usko
Jal jana hota hai
Har khushi se har gham se
Begaana hota hai
Pyaar deewana hota hai
Mastana hota hai
Har khushi se har gham se
Begana hota hai