armaanon ke iss gulshan mein tum aaye ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah sagar ke sang lehar kiran suraj ke saath mein chalti hai shama hamesha parwane ki chaahat mein hi jalti hai phool mein khushboo rehti hai aur seep mein moti rehta hai tera mera hoga milan dharti se ambar kehta hai mere hothon pe rehna har dam saazon mein chhupi sargam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se main tere saath mein ab rahoonga sadda maine lee hai kasam hai mera faisla aakhri saans tak hum na honge juda yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah sarkar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah
Yaar Badal Na Jaana de Udit Narayan/Shreya Ghoshal - Letras y Covers