Waqt kate nahi katata hai tere bina mere saajan ( 2)
Kaash yeh ho ke tu aa jaaye,
Beet na jaaye yeh saawan
Waqt kate nahi katata hai
Tere bina mere saajan
Kaash yeh ho ke tu aa jaaye,
Beet na jaaye yeh saawan
Dekhu raahein teri raat din , aa bhi ja mere dil ke karaar ( 2)
Mar na jau tadapke kahi
Yuun na kar tu mujhe bekaraar ( 2)
Waqt kate nahi katata hai
Tere bina mere saajan
Kaash yeh ho ke tu aa jaaye,
Beet na jaaye yeh saawan
Waqt kate nahi katata hai
Tere bina mere saajan
Boond paani ki tan pe gire, uthe mann mein koyi halchal ( 2)
Aise saawan ka koyi kya kare
Jo ji ko jalaaye har pal ( 2)
Waqt kate nahi katata
Hai tere bina mere saajan
Kaash yeh ho ke tu aa jaaye,
Beet na jaaye yeh saawan
Waqt kate nahi katata
Hai tere bina mere saajan