Sookhi zameen hai dede Zameen ko
Ek boond baarish khuda
Seene ki teh mein rakh de chupa ke
Jeene ki khwaish khuda
Thoda sa hai thoda nahi
Poora mile ho aisa kabhi
Aisa kabhi ho aisa kabhi
Sookhi zameen hai dede Zameen ko
Ek boond baarish khuda
Seene ki teh mein rakh de chupa ke
Jeene ki khwaish khuda
Berang shaamein,dhundla savera
Din mein hai sooraj bhuja
Raaton se needein,needon se aankhein
Aankhon se sapne juda
Barso se chalta hai ek rasta
Milti kyu manjil nahi
Hum bhi hai tanha dil bhi hai tanha
Mehfil bhi mehfil nahi
Thoda sa hai thoda nahi
Poora mile ho aisa kabhi
Aisa kabhi ho aisa kabhi
Sookhi zameen hai dede Zameen ko
Ek boond baarish khuda
Seene ki teh mein rakh de chupa ke
Jeene ki khwaish khuda
Seene mein dhadkan dil mein mohabbat
Aankhon mein baadal nahi
Tasveer saari aadhi adhoori
Hoti mukammal nahi
Seher-e-wafa mein na dosti hai
Na doston ka nisaan
Kismat mein likh dein dushman he koi
Main jisko de doon yeh jaan
Thoda sa hai thoda nahi
Poora mile ho aisa kabhi
Aisa kabhi ho aisa kabhi
Sookhi zameen hai dede Zameen ko
Ek boond baarish khuda
Seene ki teh mein rakh de chupa ke
Jeene ki khwaish khuda