Jaana (Bitless)
Zoheb Hasan & Zoe Viccaji
Coke Studio Season 07
Origin: Zoheb & Nazia
Bitless Playlist
-
Jaana zindagi se na jana
Pyar ka yeh khazana
loot na jaye kahi
Jaana hum rahenge tumhare
Hain jab tak sitarein
Hain jab tak zameen
-
Duniya sari dekar lelu
main tera pyar, yeh pyar
Saathi ho jo tere jaisa
kya karna sansar, sansar
Zameen hain kya jo tu kahe
Main chand pe tere saath chalu
Jaana zindagi se na jana
Pyar ka yeh khazana
loot na jaye kahi
Jaana hum rahenge tumhare
Hain jab tak sitarein
Hain jab tak zameen
-
Mere jeevan main tere
geeton ki jhankar, jhankar
Tere sang main angaron par
chalne ko tayyar, tayyar
Tum dur ho hazar gum
Tum pass ho to mujhe hai khushi
Jaana zindagi se na jana
Pyar ka yeh khazana
loot na jaye kahi
Jaana hum rahenge tumhare
Hain jab tak sitarein
Hain jab tak zameen
jaana ho o o jaana
jaana ho o o jaana
Jaana
Bitless Management