menu-iconlogo
logo

Raat Ka Nasha

logo
Paroles
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Tera nashila badan baahon ne chhoda nahin

Aankhen to kholi magar sapna woh toda nahin

Haan wohi woh wohi saason pe rakha

Hua tere hoton ka sapna abhi hai wahi

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon

Karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon

Tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon

Karvat badalti hoon to sapna badal leti hoon

Tera khayal aaye to balkhake pal jaata hai

Paani ke chaadar tale dum mera jal jaata hai

Haan wohi woh wohi saason pe rakha

Hua tere hoton ka sapna abhi hai wahi

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Tere gale milne ke mausam bade hote hain

Janmon ka vaada koi yeh gham bade chhote hain

Tere gale milne ke mausam bade hote hain

Janmon ka vaada koi yeh gham bade chhote hain

Lambi si ek raat ho lamba sa ek din mile

Bas itna sa jeena ho milan ki ghadi jab mile

Haan wohi bas wohi saason pe rakha

Hua tere hoton ka sapna abhi hai wahi

,Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin, Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahin

Raat Ka Nasha par Abhijeet Bhattacharya/K. S. Chithra - Paroles et Couvertures