menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Main To Hoon Paagal

Abhijeet Bhattacharyahuatong
rodriguezsxyhuatong
Paroles
Enregistrements
main to hoon paagal

ye kahun har pal

main to hoon paagal

ye kahun har pal

kar koi hulchal

hone de hone de

koi deewaangi

main to hoon paagal

ye kahun har pal

kar koi hulchal

hone de hone de

koi deewaangi

ret mein tairna seekh le

aur samundar ke upar tehal

been bhainson ke aage baja

aur hawa mein bana le mahal

ret mein tairna seekh le

aur samundar ke upar tehal

been bhainson ke aage baja

aur hawa mein bana le mahal

suit lohe ka silva le tu

aur pairon pe chashma laga

haath mein baandh le vo ghadi

jismein ho saadhe terah baja aany

main to hoon paagal

ye kahun har pal

kar koi hulchal

hone de hone de

koi deewaangi

ped se tod le machhaliya

billiyon ko tu gaana sikha

chaand ko kar de chokor tu

aur suraj tikona bana

ped se tod le machhaliya

billiyon ko tu gaana sikha

chaand ko kar de chokor tu

aur suraj tikona bana

bina pahiye ki gaadi mein chal

bhool ja apne ghar ka pata

le ke haathi ko mutthi mein tu

kaibre dekh le uunt ka aany

main to hoon paagal

ye kahun har pal

kar koi hulchal

hone de hone de

koi deewaangi

Davantage de Abhijeet Bhattacharya

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer