menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Jaane jaan dhoondta phir raha

Abhijeet Sawant/Sumedha Karmahehuatong
nimishambha!huatong
Paroles
Enregistrements
Jaane jaan dhoondta phir raha

Hoon tumhe raat din main yahan se wahan

Jaane jaan dhoondta phir raha

Hoon tumhe raat din main yahan se wahan

Mujhko awaaz do chup gaye ho sanam

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaane jaan dhoondti phir rahi

Hoon tumhe raat din main yahan se wahan

Oh mere humsafar pyar ki raah par

Sath chale hum magar kya khabar

Oh mere humsafar pyar ki raah par

Sath chale hum magar kya khabar

Raaste mein kahin reh gaye humnashin

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaane jaan dhoondti phir rahi

Hoon tumhe raat din main yahan se wahan

Mujhko awaaz do chup gaye ho sanam

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Dil machalne laga yoon hi dhalne laga

Rang bhara pyar ka yeh samaa

Dil machalne laga, yoon hi dhalne laga

Rang bhara pyar ka yeh samaa

Hath aise mein bas chodkar chal diye

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Jaane jaan dhoondta phir raha

Hoon tumhe raat din main yahan se wahan

Mujhko awaaz do chup gaye ho sanam

Tum kahan

Main yahan

Tum kahan

Main yahan

Davantage de Abhijeet Sawant/Sumedha Karmahe

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer

Jaane jaan dhoondta phir raha par Abhijeet Sawant/Sumedha Karmahe - Paroles et Couvertures