menu-iconlogo
logo

Aur Kya (Tum Aaye To Hawaon Mein)

logo
Paroles
Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai

Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

Yeh rang saare hain bas tumhare

Aur kya, aur kya, aur kya

Aur kya, aur kya, aur kya

Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai

Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

Yeh rang saare hain bas tumhare

Aur kya, aur kya, aur kya

Hey hey hey..

Tum aaye ho to dekh lo

Naya naya sa lage yeh jahan ho

Ahha haa ..ha ha

Haseen haseen hai yeh zameen

Dhula dhula sa hai yeh aasman

Tum ho to hai yeh samaa

Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

Dhadak raha hai dil mera

Jhuki jhuki hain palkein yahan ho

Ahha haa ha ..ho ho

Jo dil mein ho woh keh bhi do

Ruki ruki si hai yeh dastaan

Jazbaat maange yeh zabaan

Aur kya, aur kya, Aur kya

Tum aaye to hawaon mein ik nasha hai

Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai

Yeh rang saare hain bas tumhare

Aur kya, aur kya, aur kya

Aur kya, aur kya, aur kya

Aur Kya (Tum Aaye To Hawaon Mein) par Abhijit/Alka Yagnik - Paroles et Couvertures