Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha kahi kho gaya
Pehla pehla pyar hai pehli pehli bar hai
Pehla pehla pyar hai pehli pehli bar hai
Jan ke bhi anjana aisa mera pyar hai hmmm
Pehla pehla pyar hai pehli pehli bar hai
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Ye kaise ho gaya tu meri ho gayi
Kaise main aitbaar karun
Tu mere saamne main tere saamne
Tujhko dekhun ke pyaar karun
Udta hi phirun in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaun in ghataon mein kahin
Udta hi phirun in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon asmaa aur zameen
Kaho yaaron kya kahoon kya nahin woho
Pehla nasha pehla khumar hooo
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar tu hi bata
Mausam mausam
Tha suhana bada mausam mausam
Maine dekha use hui main paagal
Bas pal bhar mein
Aaa mausam mausam
Tha suhana bada mausam mausam
Maine dekha use hui main paagal
Bas pal bhar mein
Aake basa hai wo mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Wo door hai meri nazron se
Kyun use main chahoon
Ohoo sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana
Jhoothe hai yaar ke wade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasme
Maine har lamha jise chaha jise pooja
Usi ne yaaron mera dil toda toda
Tanha tanha choda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagana