Ek chota sa phool khila hai
Mehaki khushbu galiyo mein
Dil bole ke Jasan manau
Kho jau rang reliyo mein
Karu phool se behad pyar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
Raunak ho gayi aangan mein
Aur hawa mein gunji kilkari
Raunak ho gayi aangan mein
Aur hawa mein gunji kilkari
Itni raunak dekh khushi se
Aaj hogaya dil khari
Suna hai phool ki charcha hogai
Sari saher ki kaliyon mein
Dil bole ke Jasan manau
Kho jau rang reliyo mein
Karu phool se behad pyar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
Lakh balye lelu teri
Tu meri sub khushiya lele
Aaj budhape ka dil chahe
Ke bachpan ke saath vo khele
Krishna kanhayi nathkat nandi
Kar de bansati ko vrindavan
Krishna kanhayi nathkat nandi
Kar de bansati ko vrindavan
Chandan ka ek tilak laga do
Chand ke per ki taliyo mai
Dil bole ke jashan manau
Kho jau ranglaliyo mai
Karu phool se behat pyaar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar
O Rabba Tera Shukr Hazar