menu-iconlogo
logo

Humnava Mere/Baarish

logo
Paroles
Humnava mere o o...

Kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane

Ki hosh mujhe naa raha

Lafz mere thhe zubaan pe aake ruke

Par ho na sake woh bayaan

Neendein jaake na lauti

Kitni raatein dhal gayi

Itne taare giney ki

Ungliyaan bhi jal gayi

Ho…

Humnava mere tu hai to meri saansein chale

Bata de kaise main jiyunga tere bina

Ho.. faasle na de ki main hu aasre tere

Bata de kaise main jiyunga tere bina

Har waqt dil ko jo sataaye

Aisi kami hai tu (Aisi kami hai tu)

Main bhi na jaanu ye

Ki itna kyun laazmi hai tu (hai tu)

Milne ko tujhse, bahaane karun

Tu muskuraaye, wajah main banun

Roz bitaana saath mein tere

Saara din mera haaye

Iss dard-e-dil ki sifaarish

Ab kar de koi yahaan

Ki mill jaaye isey woh baarish

Jo bhiga de poori tarah

Iss dard-e-dil ki sifaarish

Ab kar de koi yahaan

Ki mill jaaye isey woh baarish

Jo bhiga de poori tarah

Tu aakhri aansu o yaara

Hai aakhri tu gham

Hmm dil ab kahaan hai jo dobara

De dein kisi ko hum

Dhadkan tera hi naam jo le

Aankhein bhi paighaam ye de

Teri nazar ka hi ye asar hai

Mujh pe jo huaa

Humnava mere tu hai to meri saansein chale

Bata de kaise main jiyunga tere bina

Ho.. faasle na de ki main hu aasre tere

Bata de kaise main jiyunga tere bina