Maaon Ki Dua Alamgir
Maaon ki dua,
puri hoi,
aur hammein
Ghar mil gaya
Maaon ki dua,
puri hoi,
aur hammein.
itni pyaari,
duniya mein,
ghar mil gaya.
allah ka ehsaan hai,
humara pakistan hai.
hum aan,
hum shaan,
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
har ik lamha iski khatir
kaam karna hai,
duniya mein ab roshan
iska naam karna hai.
har ik lamha iski khatir
kaam karna hai,
duniya mein ab roshan
iska naam karna hai.
hum aan,
hum shaan,
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
khwab hai iqbal ka
aur qaid ki omang,
jeevan sang laggaye rakhna
iski har lagan.
khwab hai iqbal ka
aur qaid ki omang,
jeevan sang laggaye rakhna
iski har lagan.
hum aan,
hum shaan,
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
waqt pade to iski khatir
har dukh seh leinge,
jaan labon par aa jaaye toh
phir bhi keh deinge.
waqt pade to iski khatir
har dukh seh leinge,
jaan labon par aa jaaye toh
phir bhi keh deinge.
hum aan,
hum shaan,
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
Maaon ki dua,
puri hoi,
aur hammein.
itni pyaari,
duniya mein,
ghar mil gaya.
allah ka ehsaan hai,
humara pakistan hai.
hum aan,
hum shaan,
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
hum iski jaan hain,
hum pakistan hain.
hum iski jaan hain (fading)
hum pakistan hain.