Zindagi paheli hai
Zindagi fasana hai
Zindagi paheli hai
Zindagi fasana hai
Geet gaaye koyi bhi
Saath gungunana hai
Darr gaye jo raston se
Ghar se kaise niklo gye
Raz inhi raston pay
Tumko aana jaana hai
Zindagi hai ajnabi
Zindagi hai ajnabi
Yeh karhi musafatein hain
Iss liye yeh soucha hai
Hath tham tera
Sath chaltay jana hai
Hath tham tera
Sath chaltay jana hai
Bhut jo tarashe thy
Ban gaye khuda hai sub
Inko zahir karna hai
Ab inhen giraza hai
Zindagi hai ajnabi
Zindagi hai ajnabi
Zehn kay dareechay par
Soch ki yeh dastak hai
Tumko yaad rakhna hai
Ya ke bhool jana hai
Tum kabhi jo aao tou
Sath mil ke baithenge
Kya se kya howe hai hum
Yeh tumhein batana hai
Tum badal gaye lakin
Main wahi pay thehra hoon
Tere sath bandha jo
Whd woh nibhaana hai
Tere sath bandha jo
Whd woh nibhaana hai
Roz meri hasti say
Rakh udti rehti hai
Kho diya jo tujh ko toh
Aur kya gawana hai
Zindagi hai ajnabi
Zindagi hai ajnabi