Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare…
Om jai jagdish hare
Jo dhyaave phal paave
Dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave …
Sukh sampati ghar aave
Kasht mite tan ka…
Om jai jagdish hare
Maat pitaah tum mere
Sharan kohon kiski
Swami Sharan kohon kiski…
Tum bin aur na duja…
Prabhu bin aur na duja
Aas karoon main kiski
Om jai jagdish hare
Tum puran parmatma
Tum antariyaami
Swami tum antariyaami
Par brahm parmeshvar
Par brahm parmeshvar
Tum sabke swami…
Om jai jagdish hare
Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Main moorakh khalkaami…
Kaise vak tum swami
Kripa karo bharta…
Om jai jagdish hare
Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare…
Om jai jagdish hare
Vishay vikaar mitaavo
Paap haro Devaa
Swaami paap haro Deva
Shradhaa bhakti badaavo
Shradhaa bhakti badaavo
Santan ki sevaa
Om jai Jagdish hare
Tan man dhan sab kuch hai tera
Swami sab kuch hai tera
Tera tujh ko arpan
Tera tujh ko arpan
Kya laage mera
Om Jai Jagadish Hare
Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare…
Om jai jagdish hare