Zara si dil mein de jaga tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa
Mein chahun tujhko
Meri jaan bepanah
Fida hoon tujhpe
Meri jaan bepanah
Kyun itna mujhse hai khafa tu
Ki maine aisi kya khata
Kyun itna hai mujhse hai juda tu
Kya tere dil mein hai bata
Mein chahun tujhko meri jaan bepanah
Fida hu tujhpe meri jaan bepanah
Ab meri manzil ke aur mere darmiyaan
Bas zara sa bacha hai faasla
Aise mein daaman c**a ke tu na jaa
Bin tere har khushi hai bewajah
Mein chahun tujhko meri jaan bepanah
Fida hai tujhpe meri jaan bepanah
Zara si dil mein de jaga tu
Zara sa apna le bana
Zara sa khawbon mein saja tu
Zara sa yaadhon mein basa