Maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai yehi jine ka aadhar hai
Maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar
Achaa bura kya hai hamko sikhaya hai naman kar lo inhe
Pehchan kya hai apni hamko bataya hai naman karlo inhe
Inka pyaar mila inka pyaar mila to pyaar lage ye sansaar hai
Inka pyaar mila inka pyaar mila to pyaar lage ye sansaar hai yehi jine ka aadhar hai
Maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar
Tirth kare koi puja kare koi
Inse ruth ke gaan kare koi aur punya kare koi inse ruth ke
Har ek tirth me har ek tirth pooja me bas inka he sathkar hai
Har ek tirth me har ek tirth pooja me bas inka he sathkar hai yehi jine ka aadhar hai
Maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar
Santo ki hai boli grantho ki hai vani man me dhaar lo
Kehti hai duniya kehte hai gyaani man me dhaar lo
Maa ki mamta ka maa ki mamta ka nahi jag me koi paar hai
Maa ki mamta ka maa ki mamta ka nahi jag me koi paar hai yehi jine ka aadhar hai
Maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar yehi jine ka aadhar hai
Maata ka hai pyaar
Maata ka hai pyaar to pitaa ka sanskaar hai maata ka hai pyaar