Mang lunga mai tujhe taqdir se
Arey ji nahi bharta teri tasvir se
Mang lunga mai tujhe taqdir se
Arey ji nahi bharta teri tasvir se
Mang lungi mai tujhe taqdir se
Ho ji nahi bharta teri taharir se
Yu dhadakata hai kai raaton se dil
Bas gaya samjho mere hathon se dil
Kya bhare khat ki mulakaton se dil
Kaise bahlaoun teri baton se dil
Kya kahu mai is dile be pir se
Arey ji nahi bharta teri tasvir se
Mang lungi mai tujhe taqdir se
Ho ji nahi bharta teri taharir se
Har sitam manjur hai vaise mujhe
Naam bhulega tera kaise mujhe
Yaad aati hai teri aise mujhe
Toone itni dhur se jaise mujhe
Bandh rakha hai kisi zanzir se
Ho ji nahi bharta teri tahrir se
Maang lunga mai tujhe taqdir se
Arey ji nahi bharta teri tasvir se
Tere mere sahar ki ye duriya
Hum main shamo sahar ki ye duriya
Hai kyamat kahar ki ye duriya
Aaye aatho pahar ki ye duriya
Tab milenge Hum kisi tadbeer se..
Ha ji nahi bharta teri tahrir se
Mang lunga mai tujhe taqdir se
Arey ji nahi bharta teri tasvir se