Yeh jamin ga rahee hai,
Aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Yeh jamin ga rahee hai,
Aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai
Jhumkar parbato pe ghata chha rahee hai
Pyaar ki umar shayad karib aa rahee hai
Mera dil pyaar kee yeh
Dastaan ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai
Yeh jamin ga rahee hai,
Aasman ga raha hai
Saath mere yeh sara, jahan ga raha hai