Hai naak pe jo gussa
Haaye gussa
Hai naak pe jo gussa
Haaye gussa
Chhupa bhi na sake
Jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Ho
Chhupa bhi na sake
Jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Ho bahut paheliyan
Bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do
Bhare baazaar mein
Agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa haaye
Ho
Chhupa bhi na sake
Jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Shehar ke ameer saare
Aaye humpe dil
Lutaane
Chhod ke dukaandaari
Baithe hum tumhein
Manaane
Thoda reham tum bhi karo
Kyun na muskura ke jhaad do
Sirf dhool hai yeh gussa
Ho chhupa bhi na sake
Jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Ho bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do
Bhare baazaar mein
Agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa
Haaye
Dil chura ke dil jalaana
Yeh toh qaayeda
Nahi hai
Pyaar mein ghuroor ho toh
Koi faayda nahi hai
Sar ko bhale jhukaao nahin
Kyun na sar uthake maan lo
Ek bhool hai yeh gussa
Ho chhupa bhi na sake
Jataa bhi na sake
Toh phir fizool hai yeh qissa
Ho bahut paheliyan bana chuke ho tum
Ab aake hal bata bhi do
Bhare baazaar mein
Agar na keh sako
To ghar ka phir pataa bhi do
Hai naak pe jo gussa