Main yaha tu waha
Zindagi hai kaha
Main yaha tu waha
Zindagi hai kaha
Tu hi tu hai sanam
Dekhta hu jaha
Nind aati nahi
Yaad jati nahi
Nind aati nahi
Yaad jati nahi
Bin tere aab
Jiya jaye na
Main yaha tu waha
Zindagi hai kaha
Waqt jaise thaher gaya yahi
Her taraf ek ajab udasi hai
Bekarari ka aisa aalam hai
Jism tanha hai ruh pyasi hai
Teri surat ab ek pal
Kun nazar se hathti nahi
Raat din to kat jate hai
Umr tanha katti nahi
Cah ke bhi na khuch
Keh saku tuj se main
Cah ke bhi na khuch
Keh saku tuj se main
Dard kaise karu main baya
Main yaha tu waha
Zindagi hai kaha
Jab kahi bhi aahat hui
U laga ki tu aa gaya
Khusbu ke joken ki tarha
Meri sasen mehka gaya
Ek wo dour tha
Hum sada paas the
Ek wo dour tha
Hum sada paas the
Ab to hai fasle darmiyan
Main yaha tu waha
Zindagi hai kaha
Biti baate yaad aati hai
Jab aakela hota hu main
Bolti hai khamoshiya
Sabse chupke rota hu main
Ek arsa hua muskurae hue
Ek arsa hua muskurae hue
Aasoon ne kahi dasta
Main yaha tu waha
Zindagi hai kaha
Tu hi tu hai sanam
Dekhta hu jaha
Nind aati nahi
Yaad jati nahi
Nind aati nahi yaad jati nahi
Bin tere aab jiya jaye na