menu-iconlogo
logo

Chaha Tha Tumhe

logo
Paroles
Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein

Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein

Maanga tha tumhein, paayaa hai tumhein

Jazbaat nahin hai bas mein

Seene se lagaa lo mujh ko

Ye raat nahin hai bas mein

Ye raat nahin hai bas mein

Ye raat nahin hai bas mein

Jazbaat nahin hai bas mein

Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein

Maanga tha tumhein, paayaa hai tumhein

Kuch main badal gaya hoon , kuch dil badal gaya hai

Kuch main badal gaya hoon , kuch dil badal gaya hai

Mera vajood teri chaahat mein dhal gaya hai

Phir chamak uthi meri bindiya

Phir udne lagee meri nindiya

Hae, phir chamak uthi meri bindiya

Phir udne lagee meri nindiya

Phir mausam aaye suhane

Phir saavan lagaa hai gane

Naa jaane kab tak barasegi

Barasaat nahin hai bas mein

Barasaat nahin hai bas mein

Ye raat nahin hai bas mein

Jazbaat nahin hai bas mein

Akhir mera junun mere kaam aa gaya

Akhir mera junun mere kaam aa gaya

Un ke labon pe aaj mera naam aa gaya

Koyi mil gaya mujh ko apana

Sach ho gaya mera sapnaa

Haan , koyi mil gaya mujh ko apana

Sach ho gaya mera sapnaa

Tune sajani muje banaaya

Ehsaan hai tera, sajnaa

Ab puch naa haalat dil kee

Halaat nahin hai bas mein

Halaat nahin hai bas mein

Ye raat nahin hai bas mein

Jazbaat nahin hai bas mein

Chaahaa tha tumhein, paayaa hai tumhein

Maanga tha tumhein, paayaa hai tumhein

Jazbaat nahin hai bas mein

Seene se lagaa lo mujh ko

Ye raat nahin hai bas mein

Ye raat nahin hai bas mein

Ye raat nahin hai bas mein

Jazbaat nahin hai bas mein

Chaha Tha Tumhe par Anand Raj Anand/Sanjay Dutt - Paroles et Couvertures