Rukh Zindagi Ne Mod Liya Kaisa
Hamne socha nahee tha kabhee aisa
Rukh jindagi ne mod liya kaisa
Hamne socha nahee tha kabhee aisa
Aata nahee yakin, kya se kya ho gaya
Kis tarah mai tumase bewafa ho gaya
Insaaf kar do, mujhe maaf kar do,
Itna hee kar do karam
Dil de diya hai jaan tumhe denge,
Daga nahee karenge sanam
Ooo..Rab di kasam yara, Rab di kasam
Dil de diya hai jaan tumhe denge,
Daga nahee karenge sanam
Mere Ashk Keh Rahe Meree Kahanee
Inhein Samjho Na Tum Sirf Panee
Mere Ashk Keh Rahe Meree Kahanee
Inhein Samjho Na Tum Sirf Panee
Ro Ro Ke Aansuo Ke Daag Dhul Jaayenge
Inn Me Wafa Ke Rang Aaj Ghul Jaayenge...
Paas Tum Rahogee Bhul Abb Na Hogi
Karunga Na Tumpe Sitam
Dil de diya hai jaan tumhe de..nge,
Daga nahee karenge sanam
Ooo..Rab di kasam yara, Rab di kasam
Dil de diya hai jaan tumhe denge,
Daga nahee karenge sanam