Sha-ra-pa-pa-ra-ra
Sha-ra-pa-pa-ra-ra
Yeh roshni ke saath kyun dhuaan utha chiraag se?

Yeh khwaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khwaab se?
Ajeeb dastaan hai yeh, kahaan shuru, kahaan khatam
Yeh manzilein hain kaun si, na woh samjh sake, na hum

Tu-ru-ru, tu-ru-ru
Tu-ru-ru-ru-ru-ru-ru
Tu-ru-ru, tu-ru-ru
Tu-ru, tu-ru-ru-ru-ru-tu-ru
Mubaarakein tumhein ke tum kisi ke noor ho gaye

Kisi ke itne paas ho ke sab se door ho gaye