Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha boht baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdaar hai
Main na ponhchoon kyu wahan pe
Jaana chaahoonn main jahan
Main kahaan kho gaya
Aisa kya ho gaya
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
O mehrama, kya mila
Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
O meharma, kya mila
Yun juda hoke bata