Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Tera nashila badan
Bahon ne chhoda nahin
Aankhen to kholi magar
Sapna wo toda nahin
Haan wohi wo wohi
Sanson pe rakha hua tere hothon ka
Sapna abhi hai wahin
Hoo raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Tere bina bhi kabhi
Tujhse machal leti hoon
Karvat badalti hoon to
Sapna badal leti hoon
Tere bina bhi kabhi
Tujhse machal leti hoon
Karvat badalti hoon to
Sapna badal leti hoon
Tera khayaal aaye to
Bal khaa ke mal jata hai
Pani ki chaadar tale
Dum mera jal jaata hai
Haan wohi wo wohi
Sanson pe rakha hua tere hothon ka
Sapna abhi hai wahin
Hoo raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Tere gale milne ke
Mausam bade hote hain
Janmon ka vada koi
Ye ghum bade chhote hain
Hoo tere gale milne ke
Mausam bade hote hain
Janmon ka vada koi
Ye ghum bade chhote hain
Lambi si ik raat ho
Lamba sa ik din mile
Bas itna sa jeena hooo
Milan ki ghadi jab mile
Haan wohi wo wohi
Sanson pe rakha hua tere hothon ka
Sapna abhi hai wahin
Hoo raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin
Raat ka nasha abhi
Aankh se gaya nahin