menu-iconlogo
logo

Oonchi Hai Building

logo
Paroles
Oonchi hai building lift teri band hai

Kaise main aaoon dil razaamand hai

Oonchi hai building lift teri band hai

Kaise main aaoon dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja

Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja

Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja

Kaise! oonchi hai building

lift teri band hai

Kaise main aaoon dil razaamand hai

Tere waaste daud kar aaunga main

Sau seedhiyon ko bhi chadh jaaunga main

Tu mera dilbar hai aana padega

Tujhe mera nakhra uthana padega

Aaya toofan hai, mushkil mein jaan hai

Aana main chaahun dil beiman hai

Oonchi hai building lift teri band hai

Haan kaise main aaoon dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja

Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja

Teri yaad sataaye doolhe

raja ab to aaja na

Oonchi hai building lift teri band hai

Haan kaise main aaoon dil razaamand hai

Tu aage aage, main peechhe peechhe

Ho chumbak ki tarah mujhko tu kheenche

Arre re re..

Kahan ja raha hai ankhiyon ko meenche

Micheal ki cycle ke aayega neeche

Utni hi door tu, jitni kareeb hai

Aankh maarti hai, haaye ladki ajib hai

Mumbai band hai, train nahin chalti

Kaise main aaoon dil razaamand hai

Bijli nahin hai, arre batti bhi gul hai

Kaise main aaoon dil razaamand hai

Dil razaamand hai, dil razaamand hai

Dil razaamand hai

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja

Teri yaad sataaye doolhe raja ab to aaja

Aaja aaja, aaja band baja leke aaja

Teri yaad sataaye doolhe

raja ab to aaja, aaja!

Oonchi Hai Building par Anu Malik/Poornima - Paroles et Couvertures