menu-iconlogo
logo

Jo Pyaar Karta Hai

logo
Paroles
Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai

Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai

Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai

Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai

Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai

Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai

Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai

Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai

Jo Pyaar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai

Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai (Pagal Ban Jata Hai)

💗🌼 Movie: Yeh Raaste Hai Pyaar Ke (2001) 🌼💗

🌼🎤 Singers: Anuradha Paudwal, Manohar Shetty, Kavita Krishnamurthy 🎤🌼

Pyaar Mein Jeena Pyaar Mein Marna

Aaj Hi Kar Lo Jo Hai Karna

Der Bahut Ho Jayegi Warna

Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To Kal Ban Jata Hai

Aaj Ka Din Jo Guzar Gaya To Kal Ban Jata Hai

Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai (Pagal Ban Jata Hai)

🌼❣️ Uploaded By: Nikhil Mandaokar ❣️🌼

Yaadein Umangein Armaan Sapne

Sab Ke Yahan Ghar Apne Apne

Yeh Sach Hai Yeh Maana Sab Ne

Shaher Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai

Shaher Yeh Dil Ka Ujde To Jungle Ban Jaata Hai

Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai (Pagal Ban Jata Hai)

🌼🎻 Music: Sanjeev - Darshan 🎻🌼

Hmmmmmmmmm....

🌼📝 Lyrics: Anand Bakshi 📝🌼

Dil Deta Hai Jaa Leta Hai

Amrit Mein Vish Bhar Deta Hai

Jeena Mushkil Kar Deta Hai

Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai

Pyar Kabhi Har Ek Mushkil Ka Hal Ban Jata Hai

Jo Pyar Karta Hai Pagal Ban Jata Hai

Pagal Ban Jata Hai (Pagal Ban Jata Hai)

Kisi Ki Aankhon Ka Kajal Ban Jata Hai

Kisi Ki Zulfon Ka Badal Ban Jata Hai

Kisi Ke Pido Ka Ghayal Ban Jata Hai.