menu-iconlogo
logo

Dil Deewane Ka Dola Dildaar Ke Liye

logo
Paroles
Dil deewane ka dola dildar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye

Maine ranga basanti ho o o

Maine ranga basanti chola

Mere pyaar ke liye

Dil deewani ka dola dildar ke liye

Dil deewani ka dola dildar ke liye

Maine ranga basanti ho o

Maine ranga basanti chola

Mere pyaar ke liye

Dil deewani ka dola dildar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye ( 2)

Ye pyar bhi hai bermari

Meri laaj sharam gayi mari

Ye pyar bhi hai beemari

Meri laaj sharam gayi mari

Mujhe pagli kahe duniya sari

Ho mujhe pagli kahe duniya sari

Mera tan man le e e ho o

Mera tan man le hichkola

Mere yaar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye

Dil deewani ka dola dildar ke liye ( 2)

O rabba kuchh karwade

Koi aisa jatan batade

O rabba kuchh karwade

Koi aisa jatan batade

Mere yaar se mujhe milade

Mere yaar se mujhe milade

Maine ang ang

Maine ang ang madghola

Mere yaar ke liye

Dil deewani ka dola dildar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye

Thode din ki zindgani

Aati jaati hai jawani

Thode din ki zindgani

Aati jaati hai jawani

Kahin utar na jaye pani

Kahin utar na jaye pani

Yeh raaz amar ne oh o

Yeh raaz amar mein

Khola mere yaar ke liye

Dil deewani ka dola dildar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye

Maine ranga basanti ho o

Maine ranga basanti chola

Mere yaar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye

Dil deewane ka dola dildar ke liye