menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Tune Bechain Itna Ziada Kiya

Anuradha Paudwal/Mohammad Azizhuatong
ooillyhuatong
Paroles
Enregistrements
Tune bechain itna zyada kiya

Tune bechain itna zyada kiya

Main tera ho gaya maine wada kiya

Dil ne majboor itna zyada kiya

Dil ne majboor itna zyada kiya

Main teri ho gayi maine wada kiya

Tune bechain itna zyada kiya

Dil ne majboor itna zyada kiya

Lag raha hai mujhe tere sar ki kasam

Lag raha hai mujhe tere sar ki kasam

Apni pehli mohabbat nahi ye sanam

Han mile aur bichade kayi baar hum

Phir se milne ka humne irada kiya

Main teri ho gayi maine wada kiya

Tune bechain itna zyada kiya

Main tera ho gaya maine wada kiya

Raat dhalti nahi

Raat dhalti nahi din guzrata nahi

Mera dil kab tujhe yaad karta nahi

Aahe bharne se jee mera bharta nahi

Faisila maine ye sidha sadha kiya

Main tera ho gaya maine wada kiya

Dil ne majboor itna zyada kiya

Davantage de Anuradha Paudwal/Mohammad Aziz

Voir toutlogo

Vous Pourriez Aimer

Tune Bechain Itna Ziada Kiya par Anuradha Paudwal/Mohammad Aziz - Paroles et Couvertures