menu-iconlogo
logo

Ek Zindagi Guzar Gayi

logo
Paroles
Ik Zindagi Guzar Gayi

Zindagi Samajh Ne Mein

Ik Zindagi Guzar Gayi

Zindagi Samjh Ne Mein

Ik Umr Aur Chahiye

Ab Tujhe Samajh Ne Mein

Ik Zindagi Guzar Gayi

Zindagi Samajhne Mein

Ik Umr Aur Chahiye

Ab Tujhe Samjhne Mein

Aai Bahaar Bhi Magar

Phool Kyun Na Khil Sake

Yeh Baat Hai Naseeb Ki

Mil Kar Bhi Hum Na Mil Sake

Ab Sochti Hoon Har Ghadi

Tumne Ki Jo Berukhi

Shayad Abhi Bhi Reh Gayi

Mere Pyar Mein Kami

Ik Pal Bhi To Nahi Laga

Khwab Ke Bikhar Ne Mein

Ik Umr Aur Chahiye

Ab Tujhe Samajh Ne Mein

Ik Zindagi Guzar Gayi

Zindagi Samjh Ne Mein

Ik Umr Aur Chahiye

Ab Tujhe Samajh Ne Mein

Zindagi Se Thak Chuka Hoon

Maut Se Darta Hoon Main

Jee Raha Hoon Pyar Tujhko

Aaj Bhi Karta Hoon Main

Tum Jo Karo Talaash To

Koi Mil Hi Jayega

Lekin Meri Tarah Sanam

Kaun Tumko Chahega

Hamne Bahut Hi Der Ki

Dillagi Samjhne Mein

Ik Umar Aur Chahiye

Ab tujhe Samjh Ne Mein

Ik Zindagi Guzar Gayi

Zindagi Samjhne Mein

Ik Umr Aur Chahiye

Ab Tujhe Samajh Ne Mein

Ek Zindagi Guzar Gayi par Anuradha Paudwal/Vipin Sachdeva - Paroles et Couvertures