Ajaa, aajaa
Aajaa meri barabaad mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigadi huyi taqadir sanwaare
Aajaa, aajaa
Aajaa meri barabaad mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigadi huyi taqadir sanwaare
Aaye bhi na the khushq hue, aankho me aansu
Haaye aankho me aansu
Aaye bhi na the khushq hue, aankho me aansu
Haaye aankho me aansu
Nikale bhi na the lut gaye, aramaan bechaare
Hai kaun jo bigadi hui taqadir sanwaare
Ajaam-e-mohabbat, hame maalum hai lekin
Hame maalum hai lekin
Ajaam-e-mohabbat, hame maalum hai lekin
Hame maalum hai lekin
Lete hai tere gam me, ummido ke sahaare
Hai kaun jo bigadi hui taqadir sanwaare