menu-iconlogo
logo

Om Jai Jagdish Hare Swami Jay Jagadish Hare

logo
Paroles
Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakta janon ke sankat

Daas janon ke sankat

Kshan me door kare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakta janon ke sankat

Daas janon ke sankat

Kshan me door kare

Om jai jagadish hare

Jo dhyave phal paave

Dhukh vinase man ka

Swami dhukh vinase man ka

Sukha sampati ghar aave

Sukha sampati ghar aave

Kasht mite tan ka

Om jai jagadish hare

Mata pita tum mere

Sharan gahun kis ki

Swami sharan gahun kis ki

Tum bina aur na doojaa

Tum bina aur na doojaa

Aas karun dis ki

Om jai jagadish hare

Tum pooran paramatma

Tum antaryaami

Swami tum antaryaami

Para brahma parameshwara

Para brahma parameshwara

Tum sab ke swami

Om jai jagadish hare

Tum karuna ke saagar

Tum palan karta

Swami tum palan karta

Mai moorakh khal kaami

Mai sevak tum swaami

Kripa karo bhartaa

Om jai jagadish hare

Tum ho ek agochar

Sab ke prana pati

Swami sab ke prana pati

Kis vidhi milu dayamaya

Kis vidhi milu dayamaya

Tum ko mai kumati

Om jai jagadish hare

Deena bandhu dukh harta

Tum rakshak mere

Swami thaakur tum mere

Apane haath uthao

Apane sharan lagao

Dwar khada tere

Om jai jagadish hare

Vichaya vikar mitao

Paap haro deva

Swami paap haro deva

Shraddha bhakti badhao

Shraddha prem badhao

Santan ki seva

Om jai jagadish hare

Tan man dhan jo kuch hai

Sab hi hai tera

Swami sab hi hai tera

Tera tujhko arpan

Tera tujhko arpan

Kya laage mera

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakta janon ke sankat

Daas janon ke sankat

Kshan me door kare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakta janon ke sankat

Daas janon ke sankat

Kshan me door kare

Om jai jagadish hare

Om jai jagadish hare

Swami jai jagadish hare

Bhakta janon ke sankat

Daas janon ke sankat

Kshan me door kare

Om jai jagadish hare

Om Jai Jagdish Hare Swami Jay Jagadish Hare par anurag - Paroles et Couvertures